11 October, 2008
Awarapan, Banjarapan..........
“mai jab bhi tej chalta hun, najaare chut jaate hain
koi jab rup garhta hun to saanche* tut jaate hain….
main rota hun to aakar log kandha thapthapate hai
main hansta hun to mujhse log aksar ruth jaate hain”
* saanche= moulder - use to make different shape
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
0 comments:
Post a Comment